आरसीएम के धरने का 49वां एवं अनशन का 14वां दिन
Courtesy: Sandhya Jyoti Darpan, Jaipur – 27 June 2012
जयपुर। बुधवार को राजस्थान जाट महासभा के अध्यक्ष राजाराम मुख्यमंत्री को पत्र लिखकर आरसीएम को जल्द चालू करने की अपील की।
राजाराम ने कहा कि आरसीएम पूरी तरह सही है लेकिन पुलिस ने गलत कार्रवाई करके इसको बंद कर रखा है। मीडिया प्रभारी सचिन अग्रवाल एवं शिवनारायण गुप्ता ने बताया कि आज धरने का 49वां दिन एवं अनशन का 14वां दिन हो चुका है। आज लोग काफी उत्तेजित हो गए थे एवं उग्र प्रदर्शन करना चाहते थे, मगर एसोसिएशन के पदाधिकारियों ने उन्हें समझा कर रोका है।
Dosto,
Aap sabhi ne mujhe jo pyar aur samman diya uske liye main aapko dhanyawad deta hoon. Aap logo ke Jiapur dharne ne pichhle sabhi dharno ke records break kar diye hain. Vaise to ye koi achhi baat nahi hai. lekin is dharne ki vajah se aur aapke sathiyon ke athak prayas se aap log jeet ke bahut kareeb aa gaye hain.
Main aap sab ko ek baat kahna chahta hoon ki aap sab hamesha ek jut rahana kyunki aapki Ekta aur Vishwas ki vajah se hi aap log jeetne ja rahe hain. Meri Shubh kamnaye apke saath hain.
Courtesy: Shayam Korani, Facebook – 27 June 2012

Courtesy: Sandhya Jyoti Darpan, Jaipur – 25 June 2012



{ 16 comments… read them below or add one }
jai rcm
Great RCM HUM HU Gian kamyab dil maian ha visas pura ha vesvas
RCM KABHI BANDH NAHI HOSAKTA.YE GOD GIFT HE.
“SACH KO PARESHAN KIYA JA SAKTA PAR MITAYA NAHI JA SAKTA”
JAY RCM
RCM ke sewk kabhi thak nahi sakte,………….
Gam ki andheri rat me,
Dil ko na bekarar kar.
Subah jarur aayegi,
Subah ka intjar kar.
Jai RCM….. Vijay RCM.
jeeat hamari hogi time jo bhi lage jai rcm
Rcm sewk rcm ko jaldi chalu kiya jay
Dear friends,jay rcm
Doston rcm ko chalu karwane ka jo tareeka hamne apna rakha hai wo aaj ke samay mein effective nahi lagta.Hindustan ki nayay prakriya se aap sabhi parichit hain.yahan sidhe sadhe log mukdama ladte ladte mar jate hain fir faisala aata hai.police tab pahunchati hai jab mujrim bhag jata hai.aur na bhi bhaga paya ho to sayran bajate huye aati hai ki ab v bhag jaye.Adhikans neta log neta bante hi hain loot paat aur power aur kanoon ko apne haath mein lene ke liye.Inki neend sirf tabhi tootegi jab inki shanti bhang hogi.jab tak rail na rooke,bus na funke,log na mare in logon ko kuchh v asar nahi karta.aap tc sir ke raste par chalkar agar rcm ko chalu karwane ki koshish karte rahe to ye v dhayan rakhiye ki azadi pane mein 250 saal lage the.Agar ashok gahlot jee itne sachche ,sensetive aur imandar hote to kya unko itne samay se aap sab log wahan par hain unko pata nahi chalta hai ? TC SIR kaun sa gunah kiya hai mi itne mahino se jail mein hain ? ye ham logon ki nakami hai.naya rasta apnana hoga.
\CHUN KAR AJ HAMA, HILTE DAR GUJAST, HALAAL AST BURDAN BA SHAMSHIR DAST\
Guru ji ke anusar agar bat se bat na bane to shastr uthana jayaj hai, So ab wo din aa gya hai, ab humlogo ko ugr aandolan karna chahiye aur sarkar ki aisi ki taisi kar dena chahiye.Ye kamino ki sarkar hai, bat se nahi manega.
Sabse pahle har khabar hamare sabhi distributors tak kaise pahunche iski vayvastha kariye.agar sare distributors ko ye sachh pata chal jaye to ashok gahlot kya hain pura world ki neend khul jayegi.kuchh alag karna hoga.sirf hath jodne aur pair padne aur bheekh mangne se azadi nahi mil sakti.
RCM KAB CHALU HOGA KRIPYA KOI BATAE
rcm jarur chalu ho ga
Is poore brahmaand main ek cheez hai jo kabhi parivartit nahin hoti, aur wo hai parivartan.
Doston RCM parivartan ka doosra naam hai, ise koi rok nahin sakta.
JAI JAI RCM……….. ! JAI HIND JAI BHARAT…………………….!
RCM EK DISHA HAI JO BHARAT AUR BHARTIYA DONO KO SACHCHE AUR ACHCHHE RASTE PAR LAYEGI
rcm jld chalu hoga
any body answer me………… kya joypur court open kab hoga?……..panskura, purba medinipur, w.b
bocachada tor JBM footba ar 2 mas par.. ami ja report payachi, ta ami dabo media ka.. wait ple………….midnapur.