42nd DAY – RCDWA PROTEST IN JAIPUR

14 comments


Courtesy: Daily News, Jaipur – 20 June 2012

 

 

RCM Movement 42nd Day: सर मुंडवाया, बोले हम हैं लावारिस

Courtesy: TheBhaskar News – 20 June 2012

जयपुर में आंदोलन कर रहे आरसीएम उपभोक्तओं ने सर मुंडवाकर विरोध प्रदर्शन किया। सर मुंडवाने का इस परिप्रेक्ष्य में तात्पर्य यह है कि विरोध कर रहे नागरिक यह घोषित कर रहे हैं कि वे लावारिस हो गए हैं एवं किसी भी प्रकार का कानून या सरकार उन्हें संरक्षण देने में या न्याय देने में सक्षम नहीं रही। यदि सरकार को पालक की भूमिका में माना जाए तो आरसीएम उपभोक्ताओं ने अप्रत्यक्ष रूप से यह कहा है कि सरकार की अकाल मृत्यु हो गई है। अर्थ और भी कई होते हैं, लेकिन फिलहाल पढ़िए आरसीएम उपभोक्ताओं की भावनाएं उन्हीं के शब्दों में


{ 14 comments… read them below or add one }

1 GANGA UPADHYAY June 20, 2012 at 8:34 pm

Be unite always ( kyonki sanghe sakti kalyuge)you will win the race sure.East and west,RCM is the best for all.
thanks\ good luck\
Ganga upadhyay
Haldwani(Uttarakhand)
tel mob:9258588800

Reply

2 Ravindra poddar June 20, 2012 at 10:18 pm

Rcm me galat kuchh nahi hai,yah to har tarah se siddh ho gaya hai….. galat tarah se karvahi kar dene ke bad sarkar ke gale ki haddi bantata ja raha hai Hamara RCM…. sach ki at the lost jeet to hoti hi hai…..ham jarur JEETENGE…jai RCM…………………..98266.48365…………………………………………………………………………………….93000.48365

Reply

3 KAMLESH KUMAR SINGH,GOVIND CHAK,SONPUR,SARAN,BIHAR. June 20, 2012 at 11:06 pm

DOSTO , JAY RCM – SHIR MUNDAN KE BAD BHI RCM KE BATH-ROOM LIDRO JO BHARAT ME HAI , AAP SABHI KO TO JAYPUR AANA CHAHIYE…………………JAY RCM…………………..JAY RCDWA………………….

Reply

4 prasad June 20, 2012 at 11:54 pm

hum Jaipur nahi aa sakte lekin jis rajya me rahenge waha rcm ki ladhai ladenge………………. Jai RCM

Reply

5 TNM June 21, 2012 at 12:42 am

Mai lagatar ehi batana chahta hun, aaplog kiyun dusri MLM company join nahi kar lete, jab tak court ka order nahi a jata aur Government koi kadam nahi uthata?

Google me search karo Taru Marriage Bureau. Is marriage bureau me do brides or grooms ka profile banane se minimum ek lakh milega. isme das lakh tak kamane ki limit hai agar membership timely renew kare to.

Jara sochie, RCM khulne ke lie abhi time aur lag sakta hai. Tab tak hum kiyun na kuch aur kare?

Reply

6 PURUSHOTTAM GHURE June 21, 2012 at 12:48 am

Rcm me galat kuchh nahi hai,yah to har tarah se siddh ho gaya hai….. galat tarah se karvahi kar dene ke bad sarkar ke gale ki haddi bantata ja raha hai Hamara RCM…. sach ki at the lost jeet to hoti hi hai…..ham jarur JEETENGE

Reply

7 RCM June 21, 2012 at 6:59 am

dosto
me rcm hu maine bholi bhali janta ko loota he log mar rhe hai
log sir mundwa rhe he jo kaam marne ke baad hota hai vo me karwa raha hu
jab tak sab smapt nahi hota me chhodne wala nahi
kahi kaam mat krna me tumahra kaam tamam kruga
leaders sewako ko maine samjha diya hai ptakar rakhna kahi bhag na jaye
me jaldi hi sab ……..krunga

Reply

8 Yogendra Kumar June 21, 2012 at 7:16 am

Doston,
Jab se rcm band hua hain logon ka MLM par se jaise visvas sa uth gaya hain log join to ho rahe hain par unka networking karne ka man nahi kar raha hain. darsal jo visvas logon ka rcm par tha aaj tak maine kisi MLM mein nahi dekha, lekin aaj us visvas ki dor bahut hi kamjor ho chuki hain, Log achi tarah samaj chuke hain ki aisi co. ka koi future nahi hota pata nahi kab kiska boriya bistar bandh jaye. Agar RCM chalta hain to MLM industry ke liye badi khusi ki baat hongi kyonki logon ka jo networking par se visvas utha hain vo vapis aa jayega. Aaj hamare samne JBM aayi hain, usko pass sabse bada plus point ye hain ki usko rcm dwara bana banaya network mil raha hain, jabki negative baat ye hain ki logon ka aaj bhi visvas hain ki rcm chalega. hame bhi nahi pata bhavisya ke garbh mein kya chipa kuch log 10000% guarantee le rahe ki rcm chalega aur itne hi % log kah rahe hai ki rcm nahi chalega. Dimah kahta hain nahi chalega dil kahata hain chalega uska sabse bada karan ye hain log RCM dimag se nahi dil se karte the. hamara ye bhi manna hain ki agar rcm mein galat bhi tha to usko sudhara ja sakta tha band karne se kisko fayada hua kisi ko bhi nahi sabhi ko kahin na kahin nuksan jaroor hua hain kisi ko kam to kisi ko jyada.

Reply

9 amarender singh June 21, 2012 at 6:17 pm

rcm bhut acchi company hai aur jarur chalega

Reply

10 awadhesh June 21, 2012 at 7:28 pm

rcm 100000% chalega duniya ki koi takat rok nahi sakti,jo rokega uska barbadi ka sanket ho raha hai.

Reply

11 VIKASH June 22, 2012 at 12:14 am

AB RCM CHALEGA BHI TO RUBY SE UPER KE LOGO KE LIYE ARE RCM TO 2006 SE HI SATURATE HO RAHA THA AGAR LOYALTY PLAN NAHI AAYA HOTA TO 2010 KO RCM PAAR NAHI KIYA HOTA.AUR RCM BAND HUA HAI TO KISI SARKAR YA ASHOK GAHLOT KI VAJAH SE NAHI T C CHABRA KE PAAP KA GHARA FULL HO CHUKA THA. RCM NE IS DESH KE KEVAL 1000 LOGO KO AMEER BANAYA AUR 10 LAKH LOGO KO BARBAD KAR DIYA. IS T C CHAABRA NE JO SAABUN LATRINE KARNE KE BAAD HAATH DHONE KE KAAM AATA HAI USE BHI MAHANGE KEEMAT PE SELL KIYA RICE BRAN OIL DUNIYA KA SABSE SASTA OIL MAANA JATA HAI. RICE BRAN OIL RICELA WALE RCM SE 50% PRICE PE SELL KARTE HAI.RCM KE PAHLE RICELA WALO KE UPER KUTTA BHI NAHI MUTATA THA.LOGO NE POINT BANAYE AUR T C CHABRA NE KUCH NAHI DIYA . MUJHE SIR MUNDANE WALE LOGO PE DAYA AATI HAI. YE SAALE RCM KE CHAND MUTHI BHAR LEADER ABHI BHI LOGO KO GUMRAAH KAR RAHE HAI. SHAYAD WO MUNGERILAL KA HASEEN SAPNA DEKH RAHE HAI KI RCM CHALOO HO JAYEGA LOG PHIR SE ISE KARENGE MAGAR AB AGAR RCM CHALU BHI HOGA TO TO ZERO SE CHALU HOGA.IN LEADERS NE HINDUSTAAN KE 10 LAKH LOGO KE MANSH KO NOCHKAR KHA LIYA AB LAGTA HAI KI HADDI JO BACHI HAI USE BHI NAHI CHODENGE…………………

Reply

12 Sher Singh June 22, 2012 at 11:40 am

T.C, BC, KC, ke RCM pariwar ko Ushke Pariwar ke ek bhi sadashya RCM Jaipur Dherne par Melne aor Punchne Nahin Aye……..
Kyon….??

Reply

13 PRAMOD KUMAR MISHRA June 22, 2012 at 11:45 am

DOSTO,
JAY RCM
45 DIN SE DHARNA OUR 10 DIN SE ANSAN YE HAMARE JAWAJ SATHI KAR RAHE HAI OUR HAM LOG APANE -APANE GHAR MAI CHURI PAHAN KAR BAITHE HAI GISAKI BAJAH SE RAJSTHAN SARKAR KO HAMARI ‘SACHAI, YEKATA OUR TAKAT SAMAJH MAI NAHI AA RAHI HAI.
PLEASE UTHO, JAGO, KAMAR KAS LO APANE ADHIKAR KE LIYE HINDUSTHAN KI AATHIK AAJADI KE LIYE, AAP IS WEER BHUMI KE SANTAN HO RCM OUR BHARAT MA KI KHATIR YEK DATE FIX KARO OUR PURE HINDUSTHAN KE KARORO DIST. RAJSTHAN (JAIPUR) KO BHAR DO, DEKHANA USI DIN RCM CHALOO HO JAYE GA. ANYATHA HAM SABHI SATHI CHURI OUR SAREE PAHANKAR GHAR MAI BAITHE RCM KHULANE KA INTJAR KARTE RAHENGE OUR GADDAR DESH PAR RAJ KARTA OUR DATE- PAR- DATE DETA RAHEGA…………….P.K. MISHRA 9435104117

Reply

14 Sunil Kumar Naskar July 1, 2012 at 7:32 pm

We thanks to RCM BUSINESS PARTNERS FOR ALL OVER INDIA, AND HOPE IN THIS REGARDS THEY MUST WIN AND CONTINUE FOR MOBILISE ALL OF US.

Reply

Leave a Comment


Previous post:

Next post: