विशेष कमेठी गठित, जल्द होगा निपटारा
Courtesy: TheBhaskar News – 16 June 2012
आरसीएम से जुड़े लोगों के लिए खुशी की खबर है, राजस्थानी पुलिस द्वारा सील किए गए आरसीएम बिजनेस के निपटारे के लिए राजस्थान सरकार ने एक विशेष कमेठी का गठन कर दिया है एवं शीर्ष ही इस प्रकरण का निराकरण हो जाएगा। यह जानकारी राजस्थान सरकार के मुख्य सचिव सीके मैथ्यू ने प्रदर्शनकारियों के प्रतिनिधि मंडल को दी। 15 सदस्यीय यह प्रतिनिधि मंडल बीते रोज राजस्थान कांग्रेस के महासचिव श्याम कोरानी के नेतृत्व में मुख्य सचिव से मुलाकात के लिए गया था। आप खुद पढ़िए आसीएम के समर्थन में आंदोलनरत उपभोक्ता संघ का यह प्रेसनोट:-

{ 41 comments… read them below or add one }
vijoy rcm
jay rcm, JAY BHARAT.
jai jai rcm…………………………vijay rcm,,,,,,,,bhrasth netao aur midia hoss me aao,,rcm ko chalu karo,rcm ko chalu karo…,,,,,other mlm ke log kripya rcm ke logo se dur rahe,,,,aukat hai to comptition karo,,,desh me abhi 99% log hai mlm nahi join kie hai…vijay rcm
Desh Bhakti ko aap yaparik comptation kahte he? isse saaf pata chalta he ki aap vyapar, Business kar rahe he n ki Des Bhakti.
Desh ke liye kaary karne vaala har banda Desh Bhakt he, unhe aap Jaati, Dharm, company ke hisaab se dekhte he, ek hi baat ke liye aap 2 tarh ki najar rakhte he? Yah galat he, Sir.
dear friend jada se jada shankhya me jaipur pahuche ham jit karib pahuch chuke hai bus app ki jarurat hai
Ham aa rahe he, Mantu Bhaiyaji.
DOSTO AAPKI ITNE DIN KI PARIKSHA AB SAMAPT HUI. HUM JBM PARIVAR BHI RCM K SATH HAI . VAISE TO HUM RCM KA MUQABLA KABHI NAHI KAR SAKTE LEKIN PHIR BHI JAB RCM JAISI SACCHI COMPANY PAR MUSIBAT AA SAKTI HAI. TO HUM KIS KHET KI MULI HAI. JAI RCM~VIJAY RCM.
Hi Sir,
M Nishant .Belong To Ambala Cantt.Mjhe apse yh jn kr baut khushi hui ki ap b R.C.M. k sth .
Thanking You
Yours Obediently.
aap jaraa soche ki kyaa ham shri T. C. Ji ka sapnaa is desh ko \Aarthik Aajaadi\ dilaane kaa hi kaary nahi kar rahe he?
Yadi “BAAPU” jel chale gaye to “Subhash Chandra Boss” se mil kar Desh ki, BHARAT ki Aajaadi ki Jang Ladnaa Jaari rakhna koi gunaah he?
RCM ke chalne ki sambhavana kafi kam hain aur yadi 3month aur lag gaye to nichit taur par sara network bikhar jayega. to bhaio der mat karon, jaldi se jaldi join kar lo man kare to aur 3-4 month wait kar lo nahi to join karte hi business chalu kar do. Aaj Rs.250 ka kharcha jisme ko total commission lagbhag rs. 25/- apko hi milega aur aisa saman milega jiski kimat kareeb 200 rs. ki to market ki hi hogi to doston kaya jata hain join karne mein kam se kam join to kar hi sakte hain. aaj join karte hon to pata chalega 2-3 month (August End) Guarantee ke sath mein hi apke niche business develop ho jayega.
mera purana cell jiska no. 8909321489 tha kho gaya hain mere new cell no. 9808751434/9927202123 turant sampar karein aur is avsar ka labh uthaye. hamara business west bengal, gujarat aur u.p. mein faila hua hain
Dost, JBM i well know. It is nothing but a total flop business.Isme kuch nehi he.Iska tulana jis lok ne kar rahi he, me sochat hu wo lok mentaly weak he ya pagal he.RCM ke sath uska tulna karna muje hasi ata he. JAY RCM,TANGI,KHORDHA,ODISHA.09937538512
thanking you sir, you are absolute right……………………panskura, purba medinipur, w.b
Ham bhi mante hain JBM RCM ke samne baccha hai, RCM jab band hua us samay puri tarah se peak par tha jbki JBM abhi start hi hua hain, Lekin Sir Pichle 6month se hame date par date diye ja rahe hain 3month pahale JBM join karne ke bad bhi hamne kabhi kisi ko nahi cheda kyonki ek bar kadam badhane ke bad usko vapis khichna bada muskil hota hain, lekin samay hath se nikalta ja raha hain, hamara pura network toota ja raha hain, Hamare bahut sare sathi JBM join kar liye cross leg mein kyonki hamne JBM ka jikar unse nahi kiya. Aaj Halat ye hain RCM ke networker lagbhag 70% kisi aur co. JBM, Vestige, FLP, N-Mart, RMP ya koi aur co. join kar liye hain. Ab kya kare agar 2 month aur nikal gaye to nichit taur par 30% bhache kuche bhi khatam jo jayenge. Phir Kya Karenge Ya naukri ke liye dhakke kha rahe honge ya phir kahne ke liye sabad bhi nahi hain.
dear jbg app bate bahut achi bana lete hai lekin rcm me ap ki dal nahi galane Wali ishliye apna samay varth mat kijiye
Ham bhi mante hain ki RCM band hone co. ki koi galti nahi thi lekin public kab tak wait karengi isse accha to ye hain ki kisi JBM jaise achi co. ko sirf join kar liya jaye kyonki join karne mein matra average 240 se 350 ki ho jati hain jisme sirf 20 card ke aur baki ka saman mil jata hain wo apni marji ka na ki jabardasti ka. Ek din maine rcm ke Star Pearl level ke pin achiever se baat ki usne kaha JBM to chance pe dance hain. mera sirf ek hi jabab tha join hone mein ham jo saman purchase kar rahe ho vo hamari marji ka hain aur usme kapde, joote, chappal ki koi badhyata nahi hain aur apni marji ka FMCG kharid sakte hain. Agar apki chance par dance ki baat man bhi le to hamara kya nuksan hoga agar thoda bahut Ho bhi gaya to aage bahdne ke liye chance to lena hi padta hain nahi to admi niche pada pada kunda rahta hain. Aaj jo JBM ki Halat hain usme pahunche ke liye RCM to 4years lage the to jab wahan par chance ka dance kara tha to yahan bhi sahi.
RCM SEWK JAI RCM RAJSTHAN SARKAR MURDABAD CONGRESH SARKAR MURDABAD HAMARI RCM CHALO KARO CHALO KARO JAI RCM JAI RCM JAI RCM
wo jbm mamu,,desh bhakt ho sahi me to rcm mlm per gideline kanoon ke lie lar raha hai uska sath kiu nahi dete,kya jbm mlm ke daere me nahi aata hai.sahi me desh aur desh wasiyo ka bhala chahte ho to rcm ke dharna me yogdan do to manu.jai rcm
wo jbm mamu,,desh bhakt ho sahi me to rcm mlm per gideline kanoon ke lie lar raha hai uska sath kiu nahi dete,kya jbm mlm ke daere me nahi aata hai.sahi me desh aur desh wasiyo ka bhala chahte ho to rcm ke dharna me yogdan do to manu.jai rcm
apne aap ko desh bhakt hone ka natak band karo ji mamu .
Rajnetik Aajadi ki larai me 2% v/s 98%
Aarthik aajadi ki larai bhi 2% v/s 98%
Ek akeli Co. naam hai jiska EAST INDIA CO. ne
Hamare desh ko sekro sal Gulam rakkha tha
Abto hamare desh me 3000 se jayada videshi Co. hai
Jis shoch ko lekar Mahatma Gandhi Ji ne, Shubhash Chand Bhose ne, Saheed Bhagat Singh ne, is Desh ko Aajadi dilai– kaya voh sab bekar chali jayegi
Aaj hamara film Jagat apni Jummewari ko bhool chukka hai
Ek samay tha jab samaj ko jagane ke liye film jagat ka bahut bara yogdaan hota tha
Aaj hamara Samachar Jagat (Media) bhi so gaya hai, ya sula diya gaya hai
Sarkar, berojgari bhatta dene ki ghoshna kar rahi hai, lekin
3 crore se jayada logo ki roji – roti cheen li hai, is bat ko hamara media desh ke samane kiyu nahi bata raha hai.
Aajadi ka matlab kaya hai? Kaya Jhanda Fehrane se, Geet gane se ya jashan manane se hamara kam pura ho gaya. Jin sapno ko le kar shaheedo ne is desh Aajadi dilai, veh sapne to abhi adhure hai.
Mai film jagat se or Media se nevedan karta hu ki voh sachai ko desh ke samne rakhe.
RCM KA AANA YAH BAHUT HI KHUSI KI BAT HAI.AANE WALE SAMAY ME RCM DESH KI 60% LOG NETWORKING KO JOIN KARENGE JISME RCM KA PAHLA ASTHAN HOGA.JAI RCM
JBM FRIENDS :— ple know me what is your MD name & BODY details…panskura, purba medinipur, w.b
jai rcm,sacch ke sath iswar hota hai aur rcm apne aap me swayam hi sacch hai jaise iswar ka kabhi bhi koi kucch nahi bigar sakta isi tarh rcm ka bhi koi kucch nahi bigar sakta hai vijai rcm
jo bhi parti rcm ko chalu karwaegi us parti ko pure 1 coror 25 lakh rcm sevak 2014 me vot denge sabse pahala vot mera or mere parivar ke 25 vot final
JAI JBM
friends
k.c.chhabda kaha hai tc ji 10 saal pahle kya tha ek chhabda pariwar ya ristedaar ka ek bhi member jaipur dharne par kyo nahi hai chhabda ji aaj arbo ki property ke malik hai aam dist.aaj sadak par hai dharne par kewal we hai jo apna network bachne me jute hai
1.kerla seya patna se serwer chalu kyo nahi hua
2kc chhabda kaha hai
3 dist ke november ka fund beena case kiye milega kya
4arbo ki sampati jo janta ne banwai chhabda uska akela malik hai kya
5janta kab tak bewkuf banti rahegi
6ghatakaram ke baad kya tcji dobara syatem suru krege
DOSTO , JAY RCM – YAD RAHE RCM MLM KI DUNIYA KA BAP HAI . AAJ RCM KHADI – KHAKHI SE THORA PARESAN HAI , TO BETA LOG (KUKUR MUTA CO…) PHUDUK RHA HAI. RCM KE AATE HI SABHI BETA LOG PHUSssssssssssssssss HO JAYEGA .JAY RCM.
friends
mare huye par rone se achha hai new pada kar lo
RCM jald aa raha hai aik vishal roop me.
Uski tej se sab kukurmutte nasth ho jainge.
RCM jaldi suru hona sahiye .
jay rcm.rajsthan sarkar time hu chuka hay aub kya dekharaheho RCM Ko jadi chalo karo.tumhara chal chalnewali nahi .
jai rcm ………. rcm will open soon….
jayrcm.jaybharat rcm parivar zindabad,,,,,,,,,rcmassociation zindabad.dharnakario zindabad……T.C.SIR zindabad…NEGETIVE WALE MURDABAD.
Ham bhi chahte hain ki RCM jald se jald chalu hon, lekin jab rcm ke bade bade leader andarkhane vestige, JBM, FLP, N-Mart & other co. mein join ho chuke hain to Ham Chote Leaderon ko kyon mana karte hon, sare bade leader sirf chote leaderon ko sirf isiliye mana karte hain taki wo unke niche hi kam karte rahe unki soch ke aage apni soch na rakhe waha re waha duniya wale tune bhi kya duniya banayi hain. Jitne bhi bade Leader jis din rcm band hua hain rcm stores se saman kharidana band kar diya hain kahan hain unka visvas? sirf batein banane se kam nahi chalta aadmi ko pet ki bhuk mitane aur 2 waqt ki roti jutane ke liye kam karna padta hain na to hame rcm ne free ka paisa diya aur na hi jbm ya koi dusra network denga. RCM mein bhi mehnat karni padti thi yahan bhi karni padegi. to ham kisi se haram ka paisa nahi le rahe hain mehnat karke kama rahe hain agar kisi ko meri baat mein sak hain to iska sidha sa matlab hain usko rcm mein haram ka paisa mil raha tha isiliye usko dard ho raha hain aur ab vo kisi nayi co. mein mehnat nahi karna chahta. Jo bhi mehnat karke network market se paisa kamana chahta hain ham se sampark karein hamara no. hain 9927202123/9808751434 Ham apki power leg ki guarantee lete hain weekar apko khud develop karni hogi. Un sabhi bhaiyon se request hain jo thodi se mehnat aur thoda sa risk uthana chahta hain wo hamse jarur sampark kare.
RAJSTHAN SARKAR AAP KI SAMJH DARI PER HASI AATI HAI.–HI HI HI HI————-
Jai RCM Jai Bharat, We Want RCM product, and no any other co’s product.
We are waiting for solving the such unavoidable cercumstances.
Mai lagatar ehi batana chahta hun, aaplog kiyun dusri MLM company join nahi kar lete, jab tak court ka order nahi a jata aur Government koi kadam nahi uthata?
Google me search karo Taru Marriage Bureau. Is marriage bureau me do brides or grooms ka profile banane se minimum ek lakh milega. isme das lakh tak kamane ki limit hai agar membership timely renew kare to.
Jara sochie, RCM khulne ke lie abhi time aur lag sakta hai. Tab tak hum kiyun na kuch aur kare?
rcm ka bara main koi tippni nahi .rcm hamin jeny ke tarika sekhaya hai bahut sari bat jo hum kalpana nahi kar sakhta who bat sekhyee hai, musibat sab par aati hai aaj rcm par ayee hai to kal tum par bhi aasakti hai . jindagi main kamyab wohi ho sakta hai jis ka andar dheraj ho sahan karna ka sakti ho aur muskilon main bhi apni rah sa nahi bhatak ta hai wo hi to safal bakti hai. aaj agar aap par musibat aye kaya aap bhagwan ko pujna chord doga, kyun ka sab yahi manta hai ka sukh dukh bhagwan data hain, bhagwan na dukh diya to un ko pujna chord dana chahyea? never this is not possible , today sorry that is right but not stay long time, this is say my heart
STOP ALL THIS RCM TYPE BUSSNESS. THIS IS MAKING ALL YOUTH WWASTE…
STOP RCM.
BANNED IT THEY HAD NOT GIVEN MY CHECK OF 2300, AND IS A BIG FRAUD. THERE PRODUCTS ARE ALL FAKE.
STOP AND BANNED THIS RCM
well done gehlotji.
never make RCM to work again
Fake and fraud bussiness