खाता संचालन की अनुमति मिली
Courtesy: Rajasthan Patrika, Jodhpur – 17 Aug 2012
जोधपुर।राजस्थान उच्च न्यायालय ने आरसीएम सहित अन्य पांच कम्पनियों को अपने बैंक खातों के संचालन की अंतरिम तौर पर अनुमति दे दी है। चिटफण्ड कम्पनियों पर एक साथ हुई कार्रवाई के बाद इन कम्पनियों के खाते फ्रीज कर दिए गए थे। अदालत में आरसीएम, अभिनव गोल्ड, साजन ज्वैलर्स, सर्वोदय व स्टार नेट कम्पनी की ओर से अलग-अलग प्रार्थना पत्र दायर किए थे। इस पर सुनवाई के बाद न्यायाधीश जी.के. व्यास ने पुलिस द्वारा बैंक खाते सीज करने के आदेश पर अंतरिम रोक लगा दी। प्रकरण की अगली सुनवाई तीन सितम्बर को होगी।





{ 21 comments… read them below or add one }
fund transfer kab tak hoga
FUND TRANSFER HONE LAGA HAI. MERA 450000 AA GAYA
fund transfer kab date se hoga? kon se bank a/c transfer hoga?………panskura,purba medinipur,w.b
Dear Sanjeev,
aapka kis bank mein,kis Date ko Aur kitna fund transfer hua hai?Aur aap kis level pe hain?kyunki aapne 4,50,000 likha hai.If you Are Right then its a good news for whole RCM if wrong please don’t bluff.
dhokebaj………………………….
sub,,,,ko balance kb tj mil jayga??????
Jai rcm jeet saty ki hogi
ME AAPKE SATH NI HU DOSTO LEKIN MERI ATMA DIL DIMAG SAB RCM PARIVAR KE SATH HE
OR SABSE BADA MAN KA VISHVAS KI RCM AB JAB BHI SHURU HOGA PAHLE SE KAI GUNA JYADA JOR SHOR SE APNE AARTHIK AAJADI KE ABHIYAN KO GHAR GHAR PAHUCHAEGA
HAM JITENGE DOSTO OR JARUR JITENGE
BAHUT JALDI HAM BHI AAJADI KA JHHANDA LAHRAENGE
JAY RCM
Lokesh Jain ( Agar Malwa) M.P.
kaya aug me fund transfar hoga
JALD SE JALD FUND TRANSFER KIYA JAY TAKI , HAM RCM SEWAK APNI JARURT KO PURA KAR SKE……..JAY RCM………JAY RCDWA………
jay rcm snajeev jee aap ka balance kab aaya ha,appna mobile no-sendkar da mara email par,
jay rcm
dear sir abhi kuchh waqt lagega fund transfer me plz kyoki server par hum sabhi ka account aur details hai .so plz iatan wait kiya hai aap log thoda aur kar lijiye ….kyoki ab start hoga to kisi ki himmat nahi hoga ki rcm ke taraf aankh utha kar dekhe …ok jai rcm…..
jai rcm please puc ,bazar etc ka expire product kya hoga koi jankari ho to bataye
bazar ka sabi stock company vapas lege
rcm web side kab tak suru hogi
JAI RCM, sabi RCM musalman baio aur bahenoko adv HAPPY RAMJAN.isy vaqth me hum sub milke RCM system jaldi kol nekeliye prayer karna jarury hai
Sabhi RCM Distributoro ko Eid- Mubarak . Ab Sarkar har man chuki hai.Mittro hame Ghandhiji aur T.C ji Ke Aahinsha Aandolan ke shidhant pe hi Aage badhana hai. Vijay hone me Samay lagega.Aakhir Gandhiji ne bhi Aahisha ka marg apna kar, shakti shali Angrejoko Ghutane tikwaye thei.
hame jeet ka pura vishwas hai.han sabhi rcm distributor antim sans tak rcm ke sath hai. jis din hamara rcm ek nai suruwat karega use ek nai unchai tak hum sab milkar le jayenge.aao hum sab milkar god se prarthana kare ki sachchai ki jeet ho. jai rcm
jai rcm . rcm ek such hai. aur such kabhi nahi harta.
EID MUBARAK TO ALL RCM DISTRIBUTORS
bhaiya hume 6 month se rcm bajaar ka rent nahi mila, kya milega bhi ya na hi